HIEN

Bandar Ne Chashma Chheena

Vrindavan ka bandar chashma le bhaaga. Woh jo maange, jaldi do, warna chashma gaya.

โ–ถ Abhi khelo

Free ยท no download ยท phone pe bhi

Kaise khelein

Bandar ke thought bubble mein jo dikhe, yaad rakho. Bubble gayab hote hi wahi cheez tap karo. 4 sahi = chashma wapas. 3 galti = chashma toota. Aage ke shehron mein bubble jaldi bhaagta hai, aur kabhi ek cheez cross hoti hai: jo cross nahi hai, woh do!

Kyun khelein?

Vrindavan ke bandar ne chashma chheen liya! Bubble mein jo dikhe yaad rakho aur wahi cheez do. Har shehar ke saath memory test tez hota hai.

Aur faltu games